Sunday, February 14, 2010

Parda

Woh parde mein thi jab humne apne pyar ka izhaar kiya....
Bas uske saanson ki khushbu thi charon aur jab main jee raha tha...
Jee raha that tab tak ke parda na utha tha....
Jab utha diya parda usne apne chehrey se, tha kaun zinda wahan....
main to uske pyar mein kab ka mar chuka tha.......